View Full Version : Kiya main yeh new thread shuru kar sakta houn
a2usmani
11-09-2006, 04:25 PM
Kiya main yeh new thread shuru kar sakta houn
cute-hammadullah
11-10-2006, 02:33 AM
app articel to likhain lakin cartoon na shaya karain....agarcha app ka irada bahtar ha.lakin aik musalman say ya taawaqo nahi ki ja sakti kay wo (nauzbillah) cartoon shaya karay....agar kal ko akhbarat walon nya ya keh kar cartoon shaya kar nay shoro kar diya kay hum ya dikhana chahtay han kay denmark walon nay kitni galat harkat ki ha to....lahaza app sirf articel likhnay per hi iktifa karain.
sadaqat
11-11-2006, 02:04 AM
usmani aap shaya krany ke baat karty hayn mera khyal ha aap ko shaya karny k baray ma sochna be nahe chaya . hammadullah nay theek kaha ha k aik musalaman say ya taawaqo nahe ke ja sakti k wo (nauzbillah) cartoon shaya karay. aap ke soch jo be ho laken mera mashwara ha k aap aysa na karain.
sadaqat
11-11-2006, 02:06 AM
usmani aap shaya krany ke baat karty hayn mera khyal ha aap ko shaya karny k baray ma sochna be nahe chaya . hammadullah nay theek kaha ha k aik musalaman say ya taawaqo nahe ke ja sakti k wo (nauzbillah) cartoon shaya karay. aap ke soch jo be ho laken mera mashwara ha k aap aysa na karain. acha kia jo aap nay shaya karny say phlay mashwara kar liya.
a2usmani
11-12-2006, 06:40 PM
اسلام و علیکم
کیا حال ہیں٘
جی ہاں صداقت صاحب آپ صحیح کہہ رہے ہیں
مجھے ایسا نہیں لکھنا چاہیے تھا
vBulletin v3.6.0, Copyright ©2000-2010, Jelsoft Enterprises Ltd.